Skip to main content

Hindi Sharabi Shayari

Sharabi Shayari in Hindi

Madhosh Hum Hardam Raha Karte Hain,
Aur Ilzaam Sharaab Ko Diya Karte Hain,
Kasoor Sharaab Ka Nahi Unka Hai Yaaron,
Jinka Chehra Hum Har Jaam Mein Talaash Kiya Karte Hain.

 Sharabi Hindi Shayari ✮

Pee Ke Raat Ko Hum Unko Bhulane Lage,
Sharab Mein Gham Ko Milane Lage,
Daru Bhi Bewafa Nikli Yaron,
Nashe Mein To Woh Aur Bhi Yaad Aane Lage.

 Hindi Shayari Sharabi ✮

Ek Jaam Ulfat Ke Naam,
Ek Jaam Mohabat Ke Naam.
Ek Jaam Wafa K Naam,
Puri Botal Bewafa Ke Naam,
Aur Pura Theka Doston Ke Naam.

 Sharabi Shayari Hindi ✮

Teri Aankhon Ke Ye Jo Pyale Hain,
Meri Andheri Raaton Ke Ujale Hain,
Peeta Hoon Jaam Par Jaam Tere Naam Ka,
Hum To Sharabi Be-Sharab Wale Hain..!!

 Shayari Sharabi Hindi ✮

Nasha Hum Karte Hain,
Ilzaam Sharaab Ko Diya Jaata Hai,
Magar Ilzaam Sharab Ka Nahi Unka Hai,
Jinka Chehra Hume Har Jaam Me Nazar Aata Hai.

 Sharabi Shayari in Hindi ✮
Pee Hai Sharab Har Gali Har Dukan Se,
Ek Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ke Jaam Se,
Guzre Hain Hum Ishq Mein Kuch Aise Mukam Se,
Ke Nafrat Si Ho Gayi Hai Mohabbat Ke Naam Se.

 Top Sharabi Shayari ✮
Sharab Sareer Ko Khatam Krti Hai
Sharab Samaj Ko Khatam Krti Hai,
Aao Aaj Is Sharab Ko Khatam Krte Hain,
Ek Bottle Tum Khtam Kro, Ek Bottle Hum Khatam Krte Hai.

 Best Sharabi Shayari ✮
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta Band Ho Gaya,
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Choo Liya,
Uska Naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya.

 Dard Bhari Sharabi Shayari ✮
Hamesha Yad Ati Hai Unki,
Aur Mood Ho Jata Hai Kharab,
Tab Hamesha Lekar Baithe Hai Hum,
Ek Hath Me Kalam Aur Ek Hath Me Sharab.

 Shayari in Hindi Sharabi ✮
Meri Kabar Pe Mat Gulaab Leke Aana,
Na Hi Haathon Mein Chiraag Leke Aana,
Payasa Hu Main Barso Se Janam,
Botal Sharab Ki Aur Ek Glass Leke Aana.

 Shayari for Sharabi ✮
Sharaab Dard Ki Dawa Hai,
Peene Se Koi Khraabi Nahi,
Dil Ke Dard Se Peete Hain,
Waise Hum Sharaabi Nahi.

 Shayari on Sharabi ✮
Har Maikhana Ehsan Kar Jata Hai,
Aapne Gum Hamare Naam Kar Jata Hai,
Pita Hai Jam Mehfil Me,
Nam Saki Ka Badnam Kar Jata Hai.

 Hindi Bewafa Dard Shayari ✮
Meri Mohabbat Ki Taqdir Dekho,
Jo Ruthe The Unke Paigam Aa Rahe H,
Jab Maar Dala Meri Pyaas Ne Mujh Ko,
Wo Aankhon Main Leke Jaam Aa Rahe H…!

 Sharabi Shayari 2 Lines ✮
Botal Chupa Dena Kafan Mein Meri,
Shamshan Mein Piya Krunga,
Jab Mange Ge Hisaab Khuda,
To Unhe Bhi Ek Peg Bna Kr Diya Krunga.

 Short Sharabi Hindi Shayari ✮
Hamesha Yaad Aati Hai Unki,
Aur Mood Ho Jata Hai Kharab,
Tab Hamesha Lekar Baithe Hai Hum,
Ek Hath Me Kalam Aur Ek Hath Me Sharab.

 Sharabi Shayari for Lover ✮
Hum To Jee Rahe The Unka Naam Lekar,
Wo Guzarte The Hamara Salaam Lekar,
Kal Woh Keh Gaye Bhula Do Humko,
Humne Pucha Kaise,
Wo Chale Gaye Haathon Mai Jaam Dekar.

 Sad Sharabi Shayari ✮
Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein Chod Diya Karte The.

 Hurt Sharabi Shayari ✮
Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota,
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi Hota,
Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale,
Magar Har Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota.

 Sharabi Shayari for Broken Heart ✮
Peetay They Sharab Hum,
Usne Chudadi Apni Kasam Dekar,
Mehfil Me Gaye The Hum,
Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar.

We hope you all loved this collection. It is not possible to find this post anywhere on internet because we have selected one by one shayari from different various sources. Just copy your desired sharabi hindi shayari and use it on your Whatsapp status, post on your Facebook timeline or do whatever you want to do.
Well this article is all about sharabi shayari in hindi which we have shared. Bookmark this page to get latest updated sharabi shayari 2 lines anytime.



Comments

Popular posts from this blog

একাকিত্ব পথ

চাঁদ তুমি শুনবে কি    আমার মনের কথা, সত্যি বলছি আমিও যে    তোমার মতো একা তুমিতো তোমার একাকি     সময় কাটাও তারার সাথে , বলতে পারো আমার সময়      কাটবে কার সাথে ,,,,,

Bahut Khushnaseeb Hote Hai Wo Log Jinka Pyar Unki Kadar Bhi Karta Hai Aur Izzat Bhi

Bahut Khushnaseeb Hote Hai Wo Log Jinka Pyar Unki Kadar Bhi Karta Hai Aur Izzat Bhi